Wednesday, July 20, 2011

fever after cold

tuhari friend se pata chala tumhen cold ho gaya tha fir fever.
maine msg bhi kiya use aur phone bhi lagaya but koi reply nahi...
dhayan rakhan apna....

waise aaj tumhari bahut yaad aa rahi hai....

rang de basanti ka tu bin bataye gaana sun raha tha.....

pata nahi aage future men kya likha hai.....